How To Earn Money By Publishing Ebooks On Amazon ?


Hello Friends !!

Digital Bloggers Life Me aapka Welcome hai,
is post me, mein aapko Amazon pe ebook publishing kaise krte hai
aur ebook selling karke monthly 5000-10,000 rupye kaise kamate hai,
uske bare me batauga,
to chaliye shuru karte hai,

Ebook Publishinhg Hai Kya:-

dosto agar aapko writing me intrust hai, aur agar aap story, poems, novels
likhte hai, to ab aap apni is skill ki madad se rupye kama skte hai,
amazon website duniya ki bhut badi online shopping company hai jo bhut sare
products ko sell krti hai,
amazon.com  books aur ebooks sell krne ke liye kindle store name ka ek program
chalati hai, aur amazon pe ebooks publish krne ko "KINDLE DIRECT PUBLISHING"(KDP) kehte hai,

Ebook Publish Krne Ke Liye Account kaise Banaye:-

to amazon.com pe ebooks publish aur sell krne ke liye hume sabse pahle is website pe
ek account banana padega,
to sabse pahle hum kdp.amazon.com pe jake apna account bana lete hai,
aur phir us account ke through hum apni story ko publish krte hai,
amazon hme apni ebook publish krne ke bhut sare tools provide krata hai,
amazon hme apne story ki menuscript ko format krne ke liye tools provide krta hai,
phir amazon kindle cover creator tool ki help se hum apni ebooks ke liye achha
sa cover-image bana skte hai,
amazon ke through hum apni ebooks ko all over the world sell kar skte hai,
aur jab hmari ebooks sell hone lagti hai, to amazon hme har mhine hmari books ki
selling ke liye hmare account me paise bhejna shuru kar deta hai,
jisse hme achhi-khasi passive income hone lagti hai,

To dosto...ummid hai ki aap logo ko Amazon pe ebook publishing kaise krte hai aur
ebook selling karke monthly 5000-10,000 rupye kaise kamate hai
iske bare me sufficient knowledge hasil ho gyi hogi.
aapko ye post kaisi lagi..comment krke apne suggestion dein...aur aapke jo
bhi questions ho comment krke puchche,
mujhe aapki madad krke bhut achha lagega.

Happy Digital Life !!

No comments:

Post a Comment